Pages - Menu
10 Romantic Bollywood dialogues and their real world meaning
Bollywood is known to have some beautiful and moving dialogues that are utterly romantic. While it's almost dream like to hear those honey glazed words coming from the most chocolaty characters, coming to our senses as the movies end, we find them rather out of place for the real world that we live in. So, what do you think would these romantic dialogues imply in the mango people's real lives? Let's find out.
1. Hum se bachkar jaaoge kaise.. apne dil se hame nikaaloge kaise .. hum woh khushbu hai jo saason mein baste hain .... kud ki saanson ko rok paaoge kaise. (Fanaa)
2. Main tumhe bhool jaoon yeh ho nahin sakta or tum mujhe bhool jao yeh main hone nahin doonga. (Dhadkan)
3. Tu mujhe chahe na chahe yeh tere bas mein toh hai ... aur main tujhko na chahun yeh mere bas mein nahi. (Umrao Jaan)
4. Tumhe dekhne ke liye mujhe in aankhon ki zaroorat nahin hai... Main toh tumhe band aankhon se bhi dekh sakti hun. (Kaho Naa Pyaar Hai)
5. Aap ke paon dekhey... bahut haseen hain, inhen zameen par mat utariyega, maile ho jayengey. (Pakeezah)
6. Ek awaaz hai joh mere kano mein goonjti rehti hai ... ek chehra hai joh meri aankhon ke samne baar baar aa jata hai ... (Awarapan)
7. Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaho ... to puri kaynat usey tumse milane ki koshish mein lag jaati hai. (Om Shanti Om)
8. Main aaj bhi usse utni hi mohabbat karta hoon ... aur is liye nahi ki koi aur nahi mili ... par is liye ki usse mohabbat karne se fursat hi nahi milti. (Mohabbatein)
9. Tumhare ishq se bani hoon main ... pehle zinda thi ... ab jee rahi hoon main. (Aashiqui 2)
10. Pyar, mohabbat, aashiqui sirf lafzon ke sivah aur kuch nahi ... par jab woh mili ... in lafzon ko mayne mil gaye. (Aashiqui 2)